Posts Tagged weekend funny sms
Weekend Hindi Short SMS
****************************************
Santa : Banta itni sharab na piya karo, tumhari saanso tak se badbu aati hai.
Yehi haal raha to tumhe nark bhi jagah nahi milegi.
Banta : Don’t worry Santa. Saanse to me yehi chorrkar jaunga!!!
****************************************
Ravi : Papa, jyada kaabil kaun hai? Mein ya aap?
Dad : mein, kyunki mein ek to tumhara baap hu, dursri umar me tumse bada hu,aur
mujhe tumse jyada tajurba bhi hai.
Ravi : Phir to aap jante honge ki light ki velocity ko kisne measure kiya hoga?
Dad : Haan, Einstein ne.
Ravi : Einstein ke papa ne kyu nahi? Unka tajurba to Einstein se kahi jyada hoga na?
****************************************
Santa : Ess car ka kya naam hai?
Banta : Pata nahi, lekin S se start hoti hai.
Santa : Kamaal ki car hai, apni car to petrol se start hoti hai
Add comment August 30, 2008