Posts Tagged funny
More Funny Jokes
******************************************************
Santa ek black aur ek white shocks pehenkar school aata hai.
Madam : Ghar jao aur moje badalkar aao.
Santa : Koi fayda nahi, waha bhi ek black aur ek white moja hi rakha hai.
******************************************************
Banta ne bahut koshish ki but 3 saal k baad bhi koi aulad nahi hui.
Kisi ne Banta ko Doctor Santa k pass jane ki salah di.
Dr. Santa : Banta Jee! Ye medicine lo aapko aulaad jarur hoga.
Lekin kewal medicine k bharose mat rehna, kuch mehnat bhi karna!
******************************************************
Ek baar Santa ka Gadha lapata ho jata hai
Wo mandir me jakar bhagwan ki murti k samne der tak prarthana karta hai.
Yeh dekhkar Banta ussey puchta hai, “Santa kya tum bhagwan se ye prarthana kar rahe ho
ki tumhara gadha tumhe mil jaye?.”
Santa : nahi yaar, mein to bhagwan ka sukriya ada kar raha tha ki unke
kripa se mein gadhe par sawar nahi tha, nahi to mein bhi lapata ho jata!
******************************************************
Add comment May 2, 2008