Archive for August, 2008
Weekend Hindi Short SMS
****************************************
Santa : Banta itni sharab na piya karo, tumhari saanso tak se badbu aati hai.
Yehi haal raha to tumhe nark bhi jagah nahi milegi.
Banta : Don’t worry Santa. Saanse to me yehi chorrkar jaunga!!!
****************************************
Ravi : Papa, jyada kaabil kaun hai? Mein ya aap?
Dad : mein, kyunki mein ek to tumhara baap hu, dursri umar me tumse bada hu,aur
mujhe tumse jyada tajurba bhi hai.
Ravi : Phir to aap jante honge ki light ki velocity ko kisne measure kiya hoga?
Dad : Haan, Einstein ne.
Ravi : Einstein ke papa ne kyu nahi? Unka tajurba to Einstein se kahi jyada hoga na?
****************************************
Santa : Ess car ka kya naam hai?
Banta : Pata nahi, lekin S se start hoti hai.
Santa : Kamaal ki car hai, apni car to petrol se start hoti hai
Add comment August 30, 2008
Jokes of the Week
****************************************
Santa : Yaar meine aaj paper khali chor diya. Mujhe paper me kuch nahi aata tha.
Banta : Meine bhi.
Santa : Aare maar gaye yaar. Hum dono ne paper khali chor diya. Aab teacher samjhenge humne
cheating ki hai. Hum sab fail ho jayenge.
****************************************
Naukrani paas khade kutte ke paas gayi aur uske paas 10 rs ka note rakh diya.
“Ye kya kar rahi ho?”, Malkin ne pucha.
Naukrani replied : Yehi to ek hai jisne ess ghar me mera saath diya.
Ye na hota to mein ghar me itne bartan kabhi bhi akele saaf na kar pati.
****************************************
1 comment August 13, 2008